TANHA HUA LYRICS – Zero | Shahrukh Khan



TANHA HUA LYRICS – Zero starring Shah Rukh Khan, Katrina Kaif and Anushka Sharma. It is sung by Jyoti Nooran, Rahat Fateh Ali Khan, Altamash Faridi & Shadab Faridi. Its music is given by Ajay-Atul and lyrics are written by Irshad Kamil.




Song - Heer Badnam
Singer - Jyoti Nooran, Rahat Fateh Ali Khan, Altamash Faridi & Shadab Faridi
Lyrics - Kumaar
Music - Ajay-Atul
Music Label - T-Series


Tanha Hua Lyrics


Rabba duhaiyan
Roothi parchhaiyan jaane anjane

Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua x (2)

Ankh mein nahi hai dekho
Qatra koyi bhi uska haan
Auron ka to hona kya tha
Apna bhi main na ho sakaa

Dil ki gehraiyan
Poochhe sachchaiyan jaane anjane

Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua x (2)

Duniya ka mela dekhoon
Khudko akela dekhoon
Dil albela dekhoon ghamzada x (2)

Dekh le ae dil bewafa
Chahaton mein karke wafa

Yaadon se pa loonga main
Apna bana loonga main
Jaan gawa loonga main is dafa x (2)

Meri aggwaiyan
Karti ruswaiyan jaane anjane

Main yaar yaar kehna
Main yaar yaar kehna
Ohde naal naal rehna sada x (2)

Main baar baar tanha
Main roz roz tanha
Main beshumar tanha hua x (4)



⬅️ Previous Next ➡️